Blog ka sitemap kaise Taiyar kare. - Hindigyan4tech india
Recent Posts:

Blog ka sitemap kaise Taiyar kare.

Namaskar dosto, Aaj ham aako ekdam simple way me batane bale hai ki aap kis parkar se apne Blog ka sitemap kaise Taiyar kare.

create sitemap



Blog ke liye Sitemap kaise banaye ?

Blog/Website ka Sitemap banane ke liye en simple steps ko follow kare.

 Step 1:-) Sabse pahle Aapko es website ko open kar lena hai. xml-sitemaps.com 

Step 2:-) es ke bad aap apne website/blog jiska aap sitemap banana chahte uska home page ka url copy karle.

Step 3:-) es ke bad es website me jakar upar me apna url submit karle.url ko kuchh es tarah se submit kare "https://www.example.com/  "

Blog ka sitemap kaise Taiyar kare

Step 4 :-) Url Submit karne ke bad Start par click karde. Click karne ke bad kuchh der loading lega uske bad kuchh es tarah ka page open ho jayega.



Step 5 :-)  Ab aapke Blog/Website ka Sitemap ban kar taiyar ho chuka hai. Eske bad download sitemap par click karke ab aap apne sitemap ko download kar sakte.
   Blog ko webmaster search tool me kaise submit kare.
Note :- Agar aapke website/Blog par 500  se kam page hai to aap es tool ki madad se aap apne blog ka sitemap free me bana sakte hai. lekin agar aapke blog ya website par adhik pages hai to eske liye aapko eska pro version use karna hoga.


I hope aapne apne website/blog ka sitemap es post ki madad se aasani se bana liye honge. Agar yah post aapko helpful laga hai to es post ko apne aur sabhi bolgger dosto ke sath share kare aur agar es se related kuchh puchhna ho to niche comment jarur kare.

No comments:

Post a Comment