Jio Broadband available cities aur plans ki puri jankari. - Hindigyan4tech india
Recent Posts:

Jio Broadband available cities aur plans ki puri jankari.

Namaskar dosto jaisa ki aap sabhi jante hain, jio ne Jio broadband yani jio Gigafiber ka registration 15 August se suru kar diya hai. jio broadband me internet speed 1gbps tak ka diya ja rha hai. es ke liye pahle Jio broadband Gigafiber ko jio ke official website jio.com se registration karna hoga. registration ke samay koi paisa pay nhi karna hai. company ke mutabik jio apne es jio broadband service ko india me karib 1100 cities me launch kiya jayega.

jio broadband connection

jio broadband Gigafiber ke liye kitna pay karna hoga ?

Ab eske sath me ek sawal uth kar samne aata hai ki jio Broadband service ke liye kitna pay karna hoga. yaise me company ne bataya hai ki eske liye user ko jio Broadband connection lene ke liye 4500 Rupies security money liya jayega jo ki refundable hoga. Company ne bataya hai ki jio eske sath jio Broadband previoue plan lane bala hai jisme user ko 100Mbps  ki speed se 100gb data 3 mahine ke liye free diya jayega. 3 mahine ke bad user ko jio gigafiber ke plan ke ausar pay karna hoga. Jio Gigafiber ke sath JioTV SetUp box bhi diya jayega jaha par 600 se adhik tv channels uplabdh honge.

jio broadband previoue plan


Jio Broadband Gigafiber service kin-kin City me milega ?


Company ke ausar es Broadband service ko india me 1100 cities me launch kiya jayega but av philhal jio Broadband registration ke anusar jis city se sabse jada registration hoga oha sabse pahle jio Broadband service suru ki jayegi, yaise me av ke registration ke anusar in cities me launch hoga jio Broadband Gigafiber.

Upcoming Jio broadband available cities :--)


  1. Pune
  2. Kanpur
  3. Lucknow
  4. Chennai
  5. Bangalore
  6. Nagpur
  7. Patna 
  8. Bhopal
  9. Indore
  10. Thane
  11. Ghaziabad
  12. Ludhiana
  13. Coimbatore
  14. Nashik
  15. Agra
  16. Faridabad
  17. Shikandrabad
  18. Chandigarh
  19. Kota 
  20. Raipur
  21. Ahmedabad
  22. Ranchi
  23. Amritsar
  24. Srinagar
  25. Rajkot Etc.

List State wise Jaha Jio Gigafiber Broadband pahle launch hoga.


  1. Panjab
  2. Hariyana
  3. UP
  4. Maharashtra
  5. Karnatak

Jio Gigafiber Broadband Plan

(500, 750, 999, 1299 and 1500)

  • 500RS me 1 Month ke liya 50Mbps ki speed se 300GB data diya jayega.
  • 750 RS me 1 Month ke liye 50Mbps ki speed se 450GB data diya jayega.
  • 999RS me 1 Month ke liye 100Mbps ki speed se 600GB data diya jayega.
  • 1299RS me 1 month ke liye 100Mbps ki speed se 750GB data diya jayega.
  • 1500RS me 1 Month ke liye 150Mbps ki speed se 900GB data diya jayega.
I hope aapko ye jankari achhi lagi hai. Agar ha to hamare e post ko apne Dosto ke sath socal Media par jarur share kare, aur agar aapko es se related ko query hai to comment jarur kare.



No comments:

Post a Comment