Namaskar dosto, aaj ki es post me ham aapko batane bale hain. Blog website kaise banaye aur earning kare step by step. Agar aap ghar baithe earning karna chate hain to yaise me blogging sabse best hai. Yaha par aap apna knowledge ko article ke dwara internet ke madhyam se puri duniya ke sath share kar sakte hain, aur esse achha khasa paisa bhi earn kar sakte hain. To agar aap apna khud ka Blog bana chahte hain to es post ko pura ant tak jarur padhe.
Blog banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hoti hai.
Agar aap apna blog blogspot par bana chahte hain to eske liye aapko en basic chijo ki jarurat hogi.
1. Google Account
2. Domain name ( Agar aap change karna chaho to )

Lekin agar aap apna blog website WordPress par bana chahte hain to aapke pass en chijo ka hona jaruri hai.
1. Email id
2. Domain name
3. Web Hosting
Ki jarurat hogi jiske liye aapko kuchh paise dene honge. Agar aapke pas en chijo ko arrange karne ke liye Paisa hai to aap wordpress par Apna website bana sakte hain, lekin agar aap free mein Apna website banana Chahte Hai to iske liye aap Google ke blogspot par Apna khud ka website bana sakte hain. aaj ki is post mein hum aapko blogspot par website banana batayenge.

how to make website free in hindi.
Sabse pahle aap apne device me koi Browser open karle. Eske bad aap niche bataye gaye steps ko padh kar, savdhani proverb follow Kar aap aasani se Apna khud ka website bana sakte hain.
Follow these steps :-
1. Sabse pahle aap apne browser blogger.com open Karle.
2. Uske baad sign in button par click Karke apne email id se yahan se login ho Jaye.
3. Eske bad aapke samne ek page open hoga oha par aapko apne blog ka nam little me likhna hai.
4. Eske bad Address me apna Domain name enter kare. "blogname.blogspot.com" es tarah se. Ho sakta hai aap jo domain name search kar rahe ho woh domain name available na ho, Yaise me esme kuchh changes karke apna domain name choose karle.
5. Niche diye gaye free template me se kisi ek ko select karle. ( Slecte "Simple" Template )
6. Ab ant me niche diye gye, Create Blog button par click kare.

blog kaise bante hain. |

Also Read :-
Ab aapka blog website ban kar taiyar ho chuka hai. Ab aap yaha par apna khud ka blog articles likh kar dusro ke sath share kar sakte hain.
Post likhne ke liye blogger ke home page par New Post ke button par click karke aap apna Article likh sakte hain. Eske sath hi aap apne blog ko Google AdSense se connect karke paisa esrn kar sakte hain. Blog se google AdSense account kaise connect kare eske upar mai apna alag post likh kar aapko eske bare me details se jankari denge.

I hope ab aap aasani se apna blog website bana chuke honge, Agar aapko eske bad koi problem aa raha hai to aap niche comment box me comment jarur kare.
आपकी हर एक पोस्ट को पढ़ना मुझे बहुत अच्छा लगता है, आपकी blogging skill बहुत अच्छी है , मैं अपने दोस्तों को भी आपके ब्लॉग के बारे में बताउगा , क्यूंकि उनको भी ब्लॉग लिखने में काफी रूचि है ब्लॉग शुरू करने के लिए जरूरी चीजें क्या है ? Google Adsense
ReplyDelete